Free website kaise banaye mobile se In Hindi 2019

Author: in July 27, 2018
Free Website kaise banaye mobile se in Hindi, mobile se free blog banane ka tarika, hello dost kya aap internet paisa kamane ke liye website start karna chahte hai. Ya  khud ka Ak free blog banana chahte hai.lekin aapke pass computer laptop nahi hai.

To aapko tensan hone ki koyi jarurat nahi hai, Smartphone se bhi free website bana sakte hai. Or Apni jankari puri world me share kar sakte hai .To Chaliye dekhte hai apni website kaise banaye mobile se  iski puri jankari in hindi me .

Agar aap bhi online income karna chahte hain.lekin aapke pass Laptop computer nahi hai . To aap is post ko pura padhe or sikhe ki Ham aapne mobile phone professional website kaise banaye 

Agar aap bhi blogging start karan chahte hai.or blogging me interested ho . To aap mobile se bhi post likh  kar share hai. Sabse pahle jaan lete hai blog kya hai.

 Website kya hai ? What is website in hindi


Website ak asi platform hai. Jaha par aapni knowledge pure duniya ke  sath apni  bate internet par dal sakte ho. Or iske sath- sath online business internet par karna chahte hain . To iske liye website hona bahut jarori hai.

agar Aapko kisi bhi Topic ke bare me janakari hai . To Aap us topic par free website bana sakte hai. Or aapna talented  puri duniya ke sath share kar sakte ho. Jiske madad se Aap bahut sare paisa kama sakte hain.yaha par kuch important bate batane ja raha hu.

    1 Aap internet se paisa kamana chahte hai

    2.Aap online business karna chahte ho.

    3. Duniya me Aapna name kamana                            chahte hain

    4. Aapni janakri puri duniya ke sath                          share karna chahte hai.

Agar Aap website bana kar Aapna knowledge acchi se likh kar share karoge to aapke diye huye vichar puri duniya me koi bhi dekh sakta hai. Jis Trah abhi aap mere site par ya kar is article ko padh raha hai . Bilkul aisa hi free website bana kar logo ke sath janakri share kar sakte hai .

To aap bhi aapna ak  free website banaye or puri talent duniya wale ke sath share kare internet pe ak Alag kariyar bana sakte ho.  

Website Banane ke liye Kin -kin chijo ki jarurat hoti 


☺️mobile se website banane ke liye bas 3 chijo ki jarurat hoti hai . Jo har kisi ke pass Available hoti hai 

   ● Ak smartphone 
  ● High speed internet connection ( 4G-3G)            ●Gmail Id par Account

Agar aapke pass in chijo hai to aap mobile se bhi  free  site bana sakte hai . Mobile phone se bahut aise loag hai jo website bana kar bahut aacha paisa kama raha hai.


free website kaise banaye 



dosto mai yaha blogspot. Com google ki free platform Par website banane ke bare me batane ja raha hun. Blogger google ka ye free service hai . Jaha par aap free website create kar sakte hai.

Blogspot blogger par website banana bahut simple hai . Agar aapko internet ke bare me thodi bhi jankari hai to . Aap bhut Asani se website  bana sakte hai .Bass niche diye gaye setp ko follow karana hai .

 Mobile ho laptop dono ki process tarike same hai . Agar Aap mobile se blog banana chahte ho . To Mobile chrome me jakar desktop site on karna hoga jisse aapko computer desktop version  mil jayega . 

dosto ab hum  bina time best kiye aapna topic par aate hai .Or janate hai kaise blogspot free website bana sakte hai. Puri detils ke sath batane ja raha hu. 


Step:1 

Open phone Google Chrome browser create new blog in hindi

 Iske liye sabse pahle chrome Browser open kare or desktop mode Enable kare . Aur yaha sarchs bar me type kare >>Blogger.com 
fast wali Link par clikc karte hi blogger home page par pahunch jayega .Yaha bas Aapko Create your new blog par click karke aapna  blogs create karna hai.☺️Agar aapka Mobile me pahle se Gmail Id login hai to aap Login ki button par click karke login kar sakte hai



Create new  blog link par click karne ke bad next page par pahunch jayega .Ya aap Gmail Id our password dal kar Login kar lijiye .

 Step :2 Confirm your profile Gmail id  

login karne bad blogger.com ki Home page par pahunch jayega . Jisme aapko welcome massege karke ak sms aaya hoga confirm your profile jisme aapko Continue blog par jana hai. Iske bad ak new page open hoga jo aap image me dekh pa raha hai .

ye jo mene  3 setting bataya ise  samjhna  bhut important hai. 

     Wordpress par free website kaise banaye 

1.Title : title me aapna blog ka Name dena hai .Jaisa ki mene aapna website ka name rakha '' hindi Me Helps ,, waisa aap bhi aapna blogs ka name rakh sakta hai

2.Address : Yaha par aapna blogs Ka (URL ) links set karana hai mera matlab aapna website ka Link dalna hai . URL aisa hona chaiye jo pahle se kisi na ho. Agar aapka URL Available hoga to sahi tik ka nisan dikhai dega

3.themes : aapna blog ke liye koi ak theme select kar sakte hai . Jo aapko pasand hai bad me is template ko change bhi kar sakte hai. 
         Mobile se Hindi Typing kaise kare
          Mobile phone hack hone se kaise roke

(Note :) aap  aapna blogs ka jo bhi address link diya tha  by default  links aapke URL milega . Mera matlab agar Aapne blogs ka Link HindiMeHelpsblogspot.com likha hai to aapko blogspot ke sath links milega . Agar aap blogspot ko hatana chahte hai. To uske liye aapko domain names Buy karna padega .Jo aap Rs.199 me lekar aapne blogs me add kar sakte ho.


Blog website par post Publish kaise kare 



dosto free website bana lene ke bad sare option ke bare me janlena bahut jaroori hai . Koi ki jab hum website bana lete hai . To website  me post kaise likhte hai. Iske bare me kuch jankari hona chahiye. To chaliye ab me point pe aate hai . Blogger me new post kaise likhe jo google search engine me dikhne lage .


Blogs option kise use kare



jaisa ki aapne create Your New blog par click karke aapna ak blogs bana liya hai Ab aapke samne is tarh ki dashboard open ho jayega . Aaj me  sare options ke bare me batane ja raha hai 

Agar aapke mobile me ye sab sare option dikhai de raha hai.To samajh jaan mera blog successfully ban kar tayar hai . 

1.post: aap jab bhi new post likh kar daloge. Vo sare post yaha show hoga. 

2. Stats: is option me blog par kitna vistor aye hai . Or page view par de kitna ho raha hai . Ye Sab isme check kar sakte hai.


3.comments:option me aap sabhi commitment dekh sakte hai mere site par kitni Comment aaye huye hai 



4 Earnings : is option me aap blog se paisa kamane keliye Google Adsense Apply kar sakte hai. 

5: page : page ka matlab ye hota hai . Jab aap Google Adsense apply karoge to aapko Home Page , About me , contact me , sabhi page yahi se create kar sakte hai.

6: Layout : is option ki madad se aap website  design side bar me kuch add karna chahte hai . To aap Add kar paoge.

7: themes : ka matlab ye hota hai. Aapki puri background ki mange kar sakte hai. Aap template edit karke website ki luck accha de sakte ho. 

8 settings : settings ki option me aap seo friend setting kar sakte hai . Mata tag description, costom domain, or bhi option hai jo aap add kar sakte ho.

Ummid hai ki ye post aapko bhut pasand aaya hoga. Or '' free website kaise banaye,, blogspot.com par free website banane ki trika 

         Youtube video viral kare

agar aapko ye post acchi lagi to aapne dosto ke sath share karna naa bhule . Thank s friend 


Related Articles :-