Blogs post me Adsnse Ads kaise lagaye - hindi me

Author: in March 07, 2019
Hello, mera Name pradeep hai , dosto aaj ke is post  me ham bat karne ja raha hu ki blog ke  post me Google adsnse  Ads  kaise lagaye  , dost  agar aapka Google Adsnse  Approval  mil  gaya hai , or aap  Aapne  website ya Blog  me Adsnse Ads lagana  chahte  hai . To ye post  aapke liye  bahut  kam aane wali  hai  kiyo ki  aaj  me yahi  batane  wala hu  ki kaise ham  aapni  website ke  post  ki andar  Adsnse  Ads  lagaya jata hai.  

Google adsnse Ads


Dosto Aap Sabhi  to jante  hi  honge  jab hamara  Adsnse  Approval  mil jata hai  . To hame aapne  website/ Blog  me Ads  lagana  kitna  important  ho  jati  hai  . Dosto  ye bat to sab  janta  hai ki  Google adsnse  hamara website par  Approval mil  jana ye kitna khusi  ki  bat  hai . par Google  Adsnse  Ads  kin  kin  jagh  par  lagaya  ja  sakta  hai  . Ye har new blogger  ko nahi pata hota  hai . Or pata bhi  hota  hai  Par unhe  malum  nahi  hota hai ki ham  post  upar  nice  bich  me Ads  kaise lagaye,  


Agar aapka  website  WordPress par hai to aapko  bahut  se Plugin  mil jayega  jiski  madad  se aap  asani  se Adsnse Ads  laga sakte hai . par agar aapka website Blogger  par hai to aap is Article  ko dhayan  se dekho  ham aaj Isi ke bare me bat karunga ki  sabhi post me Ads kaise lagye 

Dosto , agar aapke pas computer  nahi or aap mobile  se blogging  kar rahe ho or aapko HTM  Coddinge nahi aata hai to  Aaj ham jo tarika  batane ja raha hu  jaisse aap bahut khus hone wala hai.  kiyo ki hamare pass bhi Computer/laptop  nahi hai me  aapna mobile  se hi Sara chij  karta hu.

jaise ki :-  Post Likhna  seo Karna, image  Editing  Karna ,or bhi  bahut  kuch  mobile  se hi karta hu  . Kiyo ki me sirph  Blogging  nahi karta hu  me ak student hu.  Blogging  mera part time  hai  . Or mera website  Blogger  Par hai  aaj me jo aapko  post ke andar  Google Adsnse Ads  lagane ka tarika  batane  ja raha hu jisse  aap kahi bhi  Ads laga sakte ho . 

Blogger ki har post me Adsense Ads kaise lagaye 


Dosto me pahle bata chuka hu  Adsnse  Ads kaha kaha laga sakte ho . Aap internet  par ase bahut su  website  dekhe honge jisme aapko  bataya hoga Template  Edit Html  me Google adsnse Code past karna hoga tab aapka Ads website  me show  honge  .


 Ye kam mobile  user ka Karna  bahut  muskil ho jata hai. Kiyo ki mobile  me Html  Code  Editing  Karna bas ki bat nahi hota hai isme mobile se Ctrl+F nahi bada sakte hai jisse hamara  code edition nahi ho sakta hai  Par aaj me jo tips  dene  ja raha hu.   Jisse aap  Bina Html  Code  ki madad  se  aapna Website  par Ads laga sakte hai to  cahliye  suru karte hai . 


Step 1:  sabse pahle www.blogger.com  me jayen or login  kare Uske bad post  pe  click  kare  . 
Adsnse Ads code

Step 2:  aap jis bhi  Article (post) me Adsnse Ads lagana chahte hai ho  us post ko Edit Karna hai yani  ki Edit  par click Karna hai . 


Step 3:  Ab aapke samne  ak  new  page  open hoga.  Isme aapko  Html  Par jana hoga  
Post edition

Step 4: is process ko aap dhayan  se dekhe  Span>< ke bicho bich  Google adsnse Ads ka Code Copy karke Pest  Karna hai  . Àap is ><  space  bhi  de sakte  hai . 


(Note )  :- ye jo code hai span  >< aapko bahut  bar milega  . Aapne Article likhne  wakt  jaha  jaha ( paragraph) change  kiya  hoga  ohi  ye Code milega  



Step 5 isse Phele aapko  aapna Adsnse  me ja kar aapna  Ads code  copy  Karna hai uske bad iske  > < bicho bich  Pest  karke save  kar dena hai .



Step 6:  Ab aap  jaha  bhi  aapna  Ads  dikhana  chahte  ho  us hisab  se aap  aapna  Adsnse code  past kar  sakte  ho  . 


To Firends, me bhi  isi  tarh  se aapna  Adsnse  code  aapna  Article  me use karta hu  . Aap  mera  sabhi  article  dekh  sakte  me aapna  marji  se Article  ke bicho  bich ads  use  kar  raha  hu  . Or aap bhi  is  tarh  se ads  show  karwa  sakte hai or Earning  badha  sakte hai . 


Friend aaj hamne jana  ki website pe ads kaise lagaye  . Simple  tarike  se or o bhi  bina  Html  coding  ke medad  ke agar ye post  aapko  pasand  aaya hoga to share jarur kare  . 


To Friends hamara  ye jankari  aapko  kaisa laga  aap  hame comment  me bataye  or isme  koyi  tikat  hai to hame jarur  bataye thanks.....














Related Articles :-