Custom Ads txt kya hai ? Blogger me Ads.txt use kaise kare

Author: in October 16, 2019
How To Use Custom ads.Txt File in Blogger custom Ads Tex Kya Hai Blogger Me Ads.Txt Use Kaise kare , friend Aaj Ka Topic Isi Ke bare Me Hai Har Blogger Yah Janana chahte Hai ki Blogger me Custom Ads  txt. File Kaise Add Kaise Or Blogger me  Ads Txt Add Karna Kiyon Jaruri Hai.

Custom ads.txt


Dosto Agar Aap is future ke Bare Me Nahi Jante Hai . Or Aap janna chahte Hai To Aap Mere Step Ko Follow Kare . 

Dosto Yah Future Only Hamare google Adsense ke upar Hai Agar Aapka Blog par Kisi Bhi Post Ads Me Problem aa rahi hai To Aap Is Future ki Madad se Ise Remove kar sakte hai or is Error ko aap fix kar sakte hai .

Is future ka Men Karan aapne Adsense me galat Spam ko Safe Rakhna agar Aap Is option Ko enable karte hai To aapke Adsense Bilkul Safe Rahega . Dosto Aap sab Janate Hi Hai Office se Lekar Online Tak is Duniya Me kitne Jayeda farud Ho Chuka Ki aap Soch nahi sakte hai 

Google ne Is Bat ko dhyan rakhte Huye Yah Future Launch Kiya Or Ham Log is Setting ke bare me Abhi Bhi Anjaan Hai To Chaliye Is future ko use Karne se Pahle Custom Ads Txt Kya yah Jan lete hai 

Custom Ads.Txt Kya Hai 


Dosto Yah Bat To Ham Sab Jante hai Jis Jagh Paisa Hoti Hai Oha Sabse Jayeda  Farud Hoti hai is Farud Se safe Rahne Ke liye Hame Khud Se dhyan Rakhna Hota hai . Ads.txt  Ak Simple files Hai Jisme Blog Ke conat karne Ke Liye Adsense Ke publisher ko Add Karna Hoti jisse Hamara Adsense Farud Se Koyi Nikasn Na paye or Yah Kam Sirph Blogger owner Kar sakta hai . 

Ads.txt Ko use karne ka kya phyede Hai 


Dosto Aaj ke time me Blogging karna aam Bat Ho gaya or Technology Ke duniya me Sabhi Future advance Hote Ja Rahe hai or Ads Network ka Malik ki Jimedar Badhti Ja rahi . Pahle Kya Hota Tha Jab Koyi Aapne Blog / website / Android Apps Me Adsense Ka approval Milta tha To oh Galt Tarike Se paise Kamane Ke Tarike Use karne Lagte The lekin Ab asa nahi Rah gaya hai Ab blog Me Adsense approval Lene Ke Liye Din rat Puri Mahenat Karna padta hai uske bad Bhi 1 se 2 Month Time Leta Hai tab Ja kar Aapne Blog Pe Ads Show Hoti hai 

Or pahle 1 se 2 Din Ke andar approval mil jata hai To chaliye Ab Man point par aate hai . 

How To create Ads.Txt files In Blogger 


Sabse pahle Aapne Blogger ke Dashboard Me Jaye Or Setting Ke Upar Click Kare Uske Bad search Preference Me Jaye . 
Ads.txt File


Ab Custom Ads.Txt Ke Thik Age Edit Par click Kare Ab Aapke Samne Ak Box Open Hoga Isme Aapna Adsense Ka publisher Id Add Karna hai 
Custom ads.txt



(Note :) Dosto Is Bat ka Aapko dhayan rakhna Hai Aap Aapna Google Adsense ka Publisher Id direct is Box Me Pest Nahi karna hai Isme Aapko kuch Code Add karna Hai jo aapko Niche Diya hai 

 google.com, pub-XXXXXXXXXXX, DIRECT, f08c47fec0942fa0

Pub-xxxx ki Jaga Aapna publisher Id dalna hai 

Ab Aapke Blogger Blog Me Custom ads.Txt Files Enable Ho Cuka Hai Dosto Yah Tha Blogger blog me Ads.Txt Use Karne Ke Tarike aap Mere Blog Par Itni Time Dene Ke dhanvad Dosto Yah Future Use Karne Me Koyi problem Aa rahi hai To aap Comment Me bata Sakte hai .





Related Articles :-