Blogger Blog ki Template Change Kaise Kare ? – puri Jankari

Author: in October 18, 2019
 Blogger Blog Template Change in Hindi : Hello everyone Aaj Ham Janege Blogger Blog Ki Template (theme ) Change Karke Upload Kaise kare or Template Ko Mobile Friendly Kaise banaye . 
Blogger theme change

Dosto Ham Blogger Ki Template ko Kiyon Change Karte Hai iska Kya Karn Ho sakta hai Friend iska Kayi Karne Ho sakta hai Jaise me Template Ka Luck Achhi Na hona , Template ki loading Speed kam Hona , Template me Negative Bar achhi Na hona , Etc Karn Ho sakta hai isliye Ham aapna Template ko Change karna Padta hai 

Blogger blog Ki Template Change Kaise Kare ?

Dosto Agar aap Apane Blog traffic increase karana chahte Hai  To Aapko Aapni Website Ko achhi se Achhi Design Karna Hoga Agar aap pahle se koyi Template use Kar rahe hai or uski Luck acchi Hai or Loading speed Fast hai To aapko Template change karne Ki Avshkata nahi hai Ham aapne Template isliye Change karte Hai Kiyoki Yah Template Design Achhi nahi Hoti 

Agar aapko bhi Yahi problem Hai To aap aapni Blog ki Template Change karna Avshk hai To chahiye Ab Me aapna Topic Par aate hai . Blogger blog Ki Template Change kaise kare  yah Janne Se pahle Hame ye Janana Jarori hai ki Blogger blog Ki Template Kaisa hona Chaiye 

Blog Ki Template design kasi hona Chahiye ? 

Dosto Hamare Sath Aksar kya Hota Hai  jab Ham koyi aapna  pasand Ka Template download karna cahate  hai to  nahi kar pate kiyoki  is template Hame Paisa Pay karna padta hai agar aap Blogging new Hai Or aap Chahate Hai ki Ham Aapne Blog ke liye Free Template kaise download  kare To ham Aapke liye Sabse Best Template Lekar Aaya Hu . jo aapko niche Ki Link me mil jayega . To Chaliye Ab Janate Hai Blogger blog Ka template kasi Honi Chahiye 


  1. Aapka Template Mobile Friendly Hona Chahiye Kiyoki Aaj ke Time me Google search engine Me Mobile Jayeda Visitor Aate hai Iske Liye Aap aapna Mobile Friendly Template Use Karna Better Hai 
  2. Blog Template Seo Friendly Hona Sabse Jayeda important Hai agar Aapka Template Seo Friendly Hoga To aapke Google Search engine Koyi dikat nahi Hoga 
  3. Template Ki Loading speed Fast Hona chahiye Kiyo Aaj ke Time Me Har Koyi Fast Loading Ki website par Jana Jayeda pasand Karta hai Agar Aapka Website ka loading speed Bahut Jayeda Le Raha Hai To Paka Aapka Par Traffic nahi Aata hoga  Kiyo na Aapka Website Google ke fast Page show Ho Rah hai . 


Dosto Yahi Tha 3 Future Ko Aapko Template Download Karte vakt Dhyan Dena Chahiye asa nahi Hai ki Jaldi Ke chakr  koyi sa Template aapne Blog Me install Kar de Yah kam aapko soch Samjh Kar karna hai  taki Bad Problem Na aaye . 

Aapne Blog Ki Template Ya Theme Change Kaise kare 


Dosto yah Kam Aap Kud se bhi Kar sakte Hai iske Liye Aapko Kahi jane Ki jarut nahi hai Bas Aapko Blogger Blog Ke bare me Thodi jankari Honi Chahiye . 

Step : 1 Sabse pahle Apne www.Blogger.com par Ja kar Aapna Blog Login Kare  uske Bad  Dashboard Me Jaye .
template Change in Blogger

Ab Aapko Template Ya Theme Ke Option Me Jana Hai Or Uske Bad backup/Restore Par Click Karna hai 

Step : 2 Ab Ak New Page Open Hogi Jaisa ki Aap image Dekh Rahe Hai 
Template Change in Blogger


  1. DOWNLOAD fOll Template:  Isme Aapko Apna Template Ko Backup Lena Hai Template ko  Backup lena Bahut Important Hai Kiyoki Baye Chans Dusra Template Aapko Pasand Na Ho or Aap phir se Purani Template ko Upload Karna Chahe to Asani se kar paye . 
  2. Choose file : Ka Matlab Aapna Purani Template Ko Remove Karna Or Dura Template Upload Karna dosto Yah File Me sirph XML File Support Karta hai 
  3. Ab Aap Jis bhi Template Ko Aapne Blog Me Upload Karna Cahate hai Choose File Par Click Karke Upload Kar sakte hai 

(Note ) Dosto Is Bat Ko Dhayan De Jab Bhi Ham Kisi Site se Template Download Karte Hai to Oh Zip File me Download Hota Hai Jo Ki Ise Hame XML File me Change Karna Hota hai Uske Bad Blogger Me Upload Karna padta hai

Dosto ab Aapka Blog Ka luck Change Ho Chuka hoga agar Phir Bhi Template Ko Change Karne Me Problem Aa Rahi Hai To hame Comment Jarur Kare or Agar Aap template Change Kar Liye To Comment karke Batye 

Doto  Aaj hamne Jana Ki blogger Blog Ki Template Change Kaise kare . Ummeed Hai Ki yah Post Aapko Jarur Pasnd Aaya Hoga . 


Related Articles :-