Blogger Me New Post Kaise Likhe – Hindi Word Me Type Karke ( basic jankari )

Author: in October 10, 2019
 Hello everyone, Mere Bhaut Se Friends Ne Blog To Bana Liya Hai lekin Blog Banane Ke Bad Blog me new post kaise Likhte hai Iski Jankari Nahi Hai Or Yah Nahi Malum Hai Ki Hindi Word Me type Karke Post Kaise likhe
New Post Public Blogger

aaj me Aapko Batane Ja raha hu Blogger me New Post Kaise likhe Hindi Word me Type Karke agar Aap Hindi Me Blog Karte Hai . To really Aap Hindi Word Me Post Likhna Pasand Karte Honge .

Matlab Hindi Post bhi 2 trah se Likha jata hai ak Jo Mene Is Post Me Likha Hai Or Dusra Pura  (हिंदी सब्द ) ka Use Kiya Jata hai . yah Jo Article Mene Likha hai English Me Hindi Word Me Post Likha Hai Is tarah Likhna Har ak Blogger Ko aata hai . 

Lekin Pura (हिंदी सब्द ) me Article Likhna New Blogger Ko Nahi Pata hota hai . Or  oh Internet Par search Karta rahata hai ki Blog post me Hindi Type Kaise kare 

To Chahiye Aaj me isi Ke bare me Bat Karte hai Ki blogger me New Post Kaise likhe hindi Word Type Karke .


Hindi word Type Kaise kare ? 


Dosto Agar Aap Mobile Se Post Likhte Hai To Hindi Me Type Karne ke liye  Aapko Ak Application Ki Jarurat Hogi jo Aapko Google play Store Par Mil Jayega . Ya Phir Niche link Se download Kar sakte hai . Uska Name google Indic keywords ai 

                  Download Keywords

Step : 1 sabse pahle Google Indic Keyword Apps Download Kare Or open Kare .

Step :2  Ab Aapna Setting Me Jaye uske Bad Language& input me Jaye 


Step :3 uske Bad Default input par click Kariye or Abhi Jo Keyword Install Kiya Use Select Kare . 
Step : 3 ab Aap New Google Input Keyword Ko ON Kere 

Step : 4 ab aap Jo Google Indic keyword Par Jana Hai Or aapna language Select Karna Hai jaisa ki aap image Me dekh pa rahe hai 


Step :4 ab Last Point Aapka Sara Kam Ho chuka Hai Aap Jaha marji Oha Hindi Type Kar sakte Hai 

Ab Aap हिंदी Or Hinglish dono Type kar sakte Hai . Jab Aap हिंदी type karoge To Ise Par Ak Bar Dabana hai 🌐 or Jab Hinglish me Likhna Hai to phir se Ak Bar dabana Hai . Dosto ab Aap Samjh Gaye Honge Ki Hindi Me Type kaise kare . 

Blogger Me New Post Kaise likhe sahi Tarike 

Blogger Me New Post Likhna Bahut asan Hai . Isse Koyi Bhi Likh kar Public Kar sakta hai Agar Aap Nahi janate hai to Step Ko Follow Kare . 

Setp :1 sabse pahle Blogger.com Site Me Login Kar lijiye . 

Step :2 ab Aap New Post Par click Kare 
New post Public
Step 3 Ab Aapke Samne Ak New Box Open Hoga Isme Aapna Post Likhna Hota hai

Ab aap is Post Me Aapna Content Likh Kar public Kar sakte hai .

  1. Title Me Aapna (heading) Dalna Hai Jo Logo Ko Read Karne Me Samajh Aaye . 
  2. Niche Ke Box Me Aapn Post Likhna hai .
  3. Post Asa hona chahiye jo Visitor Achhi se padh Sakte.
  4. Post Likhte vak Aapna paragraph jarur Change Kare. 
  5. Post Me Ak Image use Kare 
  6. Post Kahi se copy Kiya Nahi hona chahiye 

Dosto Ye Tha kuch Basic Tips Ki kaise Ham Blogger Me new post Likh sakte hai . Agar Aap Seo Friendly Post Likhna Chahte Hai To Niche ki Link Follow Kar sakte hai 


Friend Ye Tha Blogger me New Post Kaise likhe -hindi Word type Karke , asha hai ki Ye post Aapko Pasand Aaya hoga or agar koyi Tikat hai to aap hame Comment karke puch sakte hai ..








Related Articles :-