blogger me seo friendly post kaise likhe 10 Best Tips 2019

Author: in October 05, 2019
Bloggee me Seo friendly post kaise likhe ?
Seo friendly post kaise likhe
Google search results me Acchi traffic Increase karne ke liye seo friendly post likhna Bahut jarori hai . Lekin Seo Friendly Article Likhna Asan kam nahi hai . Isme Bahut mehant karna hota hai . Dosto Aaj Ham janege Ki “ blogger me seo Friendly Post Kaise likhte hai”

Blog ko Rank karne me post titels, Heading, post formate , Sub heading , etc . Bahut Important hai seo Ka matlab puri website ka optimization karna . Jisse Website Ranking me sudhar Aaye .

Seo Friendly post Likhne ka maen points aapna Website ko Search engine me Optimize rakhna . Taki Google search engine Aapke Website ko Achhi se Read kar sake.

To chaliye suru karte hai blog / website ke liye seo friendly article kaise likhna hai . 👌

Blogger me Seo Friendly post Likhne ke 10 important tips 


Seo ka Full frame, search engine optimization agar aap Seo Friendly post likh rahe ho .To  Iska matlab aap Google ye bata rahe Ki hamara Post is Topic par hai .

Agar aapka Site Blogger par Hai To aapko achhi se seo karna hoga . Wordpress site ke liye Bahut si plugin Hota hai jisse Vo bahut asani se seo kar leta hai .

Blogger / wordpress Ke liye Seo friendly post likhne ke liye kon se factors ki jarurat padti hai

  1. Keyword research 


Blog/ website Me seo friendly post Likhne ke liye keywords research karna Bahut important Hoti hai kiyoki Keyword se Hi sara kam hota hai .

Keyword research ke bina Aap Post nahi likh sakte hai . Agar likh bhi liye To Google ke Last Page Me Show Hoga .

Agar aap Post Likhte wakt keyword research Nahi kiya to Aapka Post Bekar Ho jayega or sara kam pani me mil jayega .

Agar aapka new Blog hai To aap Low competition keywords  Hi Use kare . Isse aapka Post Rank hone ki Chans Jayada rahega .

Aap chahe to Google keyword planner ki madad le sakte hai keyword research karne ke liye .

     2.Keyword Titel Me Use kare !


Aap Jab bhi koyi New Post Likhe to uska title ka keyword H2 , H3 Me jarur dale . Isse aapka Blog ka post seo Friendly Hone ka Jayada Rahata hai

Aap Jab koyi Keyword research karte hai To ye bat Aapko dhyan dena hai Ki man Titel Ka Keywords 65 words se jayada nahi Ho. Isse jayada Word use karne par Google me show nahi hoga .

3.Aapna pahla paragraph Me keyword use Kare . 


Dosto New blogger Ke liye Is bat ko Bilkul dhyan Dena chahiye . Jab aap Article Likh raha hai to pahle Paragraph me Aapna Maen Keyword Ka istemaal jarur kare. Jo seo ke liye Important Hoti hai .

Man lo aapne kahi se Koyi keyword research kiya jaise me “ blogger me Seo Friendly post kaise likhe” ye keyword Aapko H1 , h2, h3 tak kahi bhi Ye Word Add Hona chahiye .

  4.Image me ALT tag ka use kare 


Aap Hamesa Aapna Image ka Alt tag aapna image ka hi name use kare . Image ko seo Karna Bahut jarori hai . Kayi bar kya hota hai Google Jab aapna Post Rank nahi hota hai . To uske badle Image fast Page par aa jati hai . Isiliye Aapna Image seo Friendly Bana kar rakhe .

Aap Jab koyi Image kahi se Ya Koyi Website se Download Karte hai to Aapka image kuch is tarah ka hota hai ( 28289339_29292.jpg ) aapko is Image ko optimized Karna Hoga man lo Aapka Image Seo Ke related hai to aapko number ki jagah Aapna Image ka Name add Kare .

 Image ka size 100kb Se jayada nahi Hona chahiye . Isse aapka Blog ka loading  Time Jayada Ho jayega .

5.Important or Related Keyword ka Bold kare 


Yah kam Article Likhne Ke sath Bhi kar sakte Ho . Agar aapke pass time Kam hai to Ise bad me bhi kar sakte ho . Isme Aapko Focus Keyword ko Bold karna hai . Jaisa ki aap mera Site par dekh sakte hai  jitna bhi Seo Friendly post Kaise likhe . Sab ki sab Blod kiya huya hai .

Aap puri post me 5 se 6 jagah Focus keyword Blod kar sakte ho isse jayada nahi . Aap Chahe to Men keyword Ko related dusra Word ka Bhi Blod Kar sakte ho .

Asa nahi ki pura Post ka keyword blod kar de . Aap samjh gaya hoga kis kis Keyword ko blod karna hai .Agar nahi samjha hai to aap mera pura post Ko dekh sakta hai Mene Kitna Jagah blod kiya hu.

6.Outbound Link To popular site 


Aap aapne Article me Kisi dusre Site Ka Links karna Bahut jarori hai . Isse aapke Site Ka cpc , Ranking , me Badlav Aati hai . Aapko sirph high quality site Ka links karna hai .

Or aapko Is bat ko dhyan Rakhna hai jab bhi aap dusre site Ko Refer Matlab Aapne Post me dusre site ka Links add Karna to aapne Topic ke Related Dusre site ka Post Add kare .


7.Meta description ka Use kare . 


Meta Description Aako sahi se Add karna hai . Isse aapka Post Google Par fast page par aane Ki Chan’s Pura rahta hai .

Meta description : me Aap aapna post ka  Focus keyword Use kare . Jaise me Titel , heading , sub-heading , related World Add kere .

Meri Last Important tips 


To dosto aaj Ki jankari Bahut important thi . Har Blogger ke liye jisme Blogger me Seo Friendly post kaise likhe iski jankari Hindi Me thi agar aap Ak blogger hai Or Age jakar Ak successful Blogger ke list me aapna chahte hai .

To aapko Upar Diye Gaye Tips Ko follow Karna hoga . Or Hamesa is bat ko dhyan Rakhna hai Ki aap Sirf aapne liye Post likh rahe ho ya Dusre ke help ke liye .

Agar aap aapne liye likh rahe ho to aap Blogging karna chod do kiyoki Aapne liye ohi Post likhta hai Jisko sirf Paise ki Mang hoti hai . Mera kahna yah hai ki aap sirph paise ke liye mat likho dono ke liye likho matlab sabse pahle visitors Ke liye likho uske bad paise ke liye .

Ummeed hai ki ye post aapko pasand aaya hoga . Kaisa laga aap hame comment karke bataye  Thanks friends 


Related Articles :-