Mobile phone ko hack hone par kaise bachaye - 10 important tips

Author: in July 23, 2018
Aaj ki date me har insan ke pass ak Android Mobile hota hai  or vo ye nahi cahata hai mera mobile hacker ne Hack kar le Aaj me isi topic par bat karne wala hu . Jisse hamara phone ka data secure bana rahe . Or koyi hamari personal information dekh na paye.

smarphone ka duniya me aaj ke Time me har kisi ke pass hota mobile phone ka use karna behad aram hai sath hi smartphone online se sare kam karna asan bana diya hai
mobile phone hack kaise hota hai . Baut smartphone user mobile security par par bikul dhayaan nahi deta hai . Jisse karna uska mobile phone hack hone ka karna ban rahta hai . Hacker ne jab aapki smartphone ko hack  kar leta hai . To humare mobile me ajib garib jaise masus hone lata hai

jisse hum bhut paresani uthana pad sakte hai.Agar aap iska kahi galt istemaal karte hai to aapka bank account se  paisa nikal sakta hai .Aaj ke same me har logo aapne Bank account me mobile number Registered kiya hota hai or internet ke sath connect Rahta hai . Isee  hamara  mobile phone hack hone par bachana chaiye . Nahi to hacker aapki sari introduction chura sakta hai . Jisse aapki bank khali ho sakta hai .

Mobile phone ko hack hone par kaise bachaye 10 information tips

setep :1.      Strong password

smartphone hack hone se bachane ke liye aapna mobile me strong password pin bana lena cahiye . Jisse aapki mobile kisi ke pass jaye to vo asani unlock  na sake.

steps:2      device updated

aapne mobile phone ko secure rakhne ke liye device ko updated rakhna chahiye.jab aapko time mile to new version me update kar lena cahiye .Jisse humare phone hackers galat upyog na kar sake. 

Step:3 .    3rd parti Application install

 Aap aapne phone me 3rd prati Apps install na kare bahut se smartphone user kahi se bhi Apps   install kar lete hai. Yesa karna par aapki phone hack ho sakti hai . Hamesa aapna google paly store se hi Application install kare play store ka jina Apps hai sabi secure rahati hai .  3rd parti app install na kare.

Step: 4 .    Free Wi-Fi 

 agar aap public free wifi use karta hai. To ye galtiya kbhi bhi nahi kare . Aksar hamlog public free Wi-Fi se aapne mobile connect kar lete hu. Or internet istemal karne lagte hai. Lekin kya aapko pata hai khula WiFe use karne se kya nuksan hota hai .Kayi hackers free Wi-Fi de kar logo ko uski mobile ka sare data le keta hai. Agar aapko hacking se bachna hai .To free Wi-Fi kbhi istemal nahi karna padega.

Step:5   mobile to mobile connect 

smartphone me kayi tarh ki connectwiti   feature jo aap khula rakhne par aapki mobile hack ho sakti hai . Jaise blueBluet, mobile hotspot , Wi-fe Etc inehe band kar ke rakhe .Jab aapki mobile ye settings on rakhte hai to hacker ko heck karna me  asan ho jata hai . 

Step: 6 . Permission dekh kar apps install kare 

 jab bhi aap play store se koyi apps download karte hai .Lekin us apps kya permission  mang raha hai is bat par bilkul dhayan nahi dete hai play store par bahut application aapko mil jayega jo koyi kaam ka nahi hote hai . Par vo puri permission hamse lena cahata hai . Aap jab bhi application install karte to aap dhayan se kare or permission chack kar le.

step:7  mobile root na kare ! 

aapne smartphone ko hacker se rokne ke liye aapna mobile Root kabhi na kare. Kayi sare mobile user kayi karan se aapna android mobile root kar leta hai . Agar aap personal mobile root karna cahata hai to yesa bilkul na kare . Kiyo mobile root karne par Android company ki tarph se aap koyi Android application install nahi kar sakte hai . Or yesa karne par aapki mobile khatra me ja sakti hai.


 Is article me mene bataya mobile hack hone par kaise bachaye. Jisse hum aapna mobile strong secure rakh sake.agar  ye jankari aapka kaam ka hai to ye post aapne friend ke sath share kare 








Related Articles :-