Call forwarding kaise kare dusre number par

Author: in December 08, 2019
 Is article me Ham sikhenge ki aap Apne Android phone se call ko forward kaise kar sakte hain vah bhi Bina Kisi app ya Kisi complicated code ke Hindi ME Help  Mein aapka swagat hai hello namaste mera naam pradeep hai

Call forwarding kaise kare

Aap kayi bar Ham busy hote hain kam meeting ya padhaai Ke Karan calls  Nahin Le paate Hain Aise Mein Aapni  phone per aaye cal miss Na Ho iske liye UN calls ko forward kiya Ja sakta hai Kisi dusre number per kaise aaye dekh Lete Hain .

call forwarding kaise kare


Kisi bhi Number par Calls ko Forwarding Karna bahut Asan hai Bas aapko Aapne Mobile me Kuch Settings Karna hota hai jo me Aapko step by step Bata raha hu . 

Step 1 : sabse pahle Aapne Mobile ke keypad Me jaye or 3 Dot par click Kare.  Uske bad setting par jaye . 
Call forwarding kaise kare
Step :2 ab Aapne samne Dusra page open hoga isme aap supplementary service par click Karna hai

Call forwarding kaise kare
Step : 3 supplementary service par click karne ke bad Call forwarding par click kare 
Call forwarding kaise kare

Step : 4 ab agala page me 2 Option milega voice call our dusra Video call Aapko voice call par click karna hai .


Step :5 last Page me Aapko aapna number dalna Hai Jis number par Aapna Call forwarding karna Cahate hai .

Call forwarding kaise kare
Always forward par click karte hi Aapko Ak number manga jayega jis number par apani calls lena cahate hai . Us Mobile number dail Kare or enable par click kare .


Chahe to aap Sidha hi jo upar wale option hai always forward use select kar sakte hain aur aapki sari calls Hamesha forward ho jayegi lekin forwarding karne se pahle aapko yah niche 3 options Samjha deti hun ise enable karne ke bad kya hota hai hai . 
Call forwarding kaise kare

Forward when busy:-  To jab  aapka phone busy hoga agar aap Kisi Aur se baat kar rahe hain to call forward ho jayegi


Forward when unanswered :- koi call ka jawab nahin diya to Fir call forward ho jayegi aur Aakhri option hai agar aap Kisi Aise area Mein Hai Jahan per ki network Nahin Hai Aapka phone unreachable a raha hai ho sakta hai ki aapka phone switched off Ho Aisi sthitiC all forward Ho Jaaye

Call forwarding band kaise kare 

 per Agar forwarding Ko hatana Ho To Kya Karen to ise hatana bahut simple hai .


Ham Dobara se Yahan per call forward click kar lete hain aur uske bad yah always forward wala menu khul khul jayega bus Hamen isase turn off kar dena hai Hoga yah ki job call forwarding Hai vah band ho jayegi ho jayegi


Aap apni zaroori calls miss Nahin Karenge aap unhen aasani se forward kar sakte hain bus Kuchh 30 seconds Mein ummid Hai is post  se aapko fayda Hoga friend aaj hamne sikha ki call forwarding kaise kare or Call forwarding Band kaise kare agar aapko yah post Accha laga to comment jarur kare . dhanyvad



Related Articles :-