Mobile Hanging problem solve 100% working Killer setting

Author: in November 16, 2018
Hi…Friends, mera Name pradeep hai or me aaj ke is post me batane ja raha hu.  ''mobile hanging problem solve 100% working'' 

aapke liye sabse best tricks le kar aaya hu . Kiyo ki ye post aapke liye bhut hi kam aane wali  hai me aapko complete rup se batane wala hu. Ak kamal ki setting jisse aapka mobile hang hone se bach jayega or Zindagi me bhi kabhi hang nahi hoga. To chaliye suru karte hai. 

Friends, Agar aapke pas new mobile phone ho, ya fir purana usse koyi phark nahi parega agar aapka mobile lagin karta hai hang hota hai. Slow chalta hai uska completely rup se aapko samadhan mil jayega . Lekin dosto is article me jitni bhi setting bataunga usko dhayan se dekhna hai or usko dhayn se follow karna hai . 





Main point pe hum jaate sabse pahle kya karna hai aapne mobile ki setting me chale jana hai . Uske bad o option khojna hai jaha par aapka mobile updated hone ke liye bolta hai . Yani ki Software update ki setting ko nikalna hai uske bad ak setting or milti hai Download update Automatically ye setting aapke by default ON rahti hai. Lekin aapko ye setting OF Rakhni hai 

isse dosto aapke mobile ko internet milne par aapka mobile automatic update nahi ho payega or aapka jo process hai o free rahega . Iske sath - sath mobile me ak or setting karni hai aapne mobile ki  acount wali setting chale jana hai acount ki setting me jane ke bad sabse upar 3 dot ki setting par jane ke bad Disable Auto Sync rakhna hai . 


Friends adi ye Enable rahega to kya hoga ak application se dusri Application me data transfer karti rahti hai jo ki aapke mobile ko hang karta hai . Or aapke internet or battery bahut jayeda khatm hoti isliye aapko ye option disable rahne dena hai . 

Or iske sath - sath aapne google play store par jana hai  to dosto ab aap log sochoge play store par hanging ka kya rol hai to sabse bada rol play store se hi hai agar aapka mobile hang karta hai to ye setting kabhi on karna hi nahi hai . O setting ki option aapko google play store ke sabse upar 3 dot ki line par click karna hai uske bad sabse niche ak setting option hai . 


setting ki option par jane ke bad yaha par ak opsn milta hai Auto updated apps us par click karna us option me aapko 3 option milega Do NOT AUTO UPDATE- APPS us par tick mark rakhna hai isse aapko ye fayda hoga . Aapki jitne bhi mobile ki application hai o autimauto update nahi hogi jo ki aapke mobile ko jab ak sath sari application update hone lagti hai to mobile hang ho jate hai . Or aapke Ram bhi full hoti hai or process bhi bhut jaida loading par chala jata hai to ye setting hamesa disable rakhni hai . 

 Or jis application ko update karna hai use aap play store se kar lena hai .To dosto ye hui play store ki bat ab iske sath sath aapko ak setting or rah jayi hai jo ki aapke liye bhut hi jaida phyede man hai . Jiske bare me bata hi raha tha hota kya dosto jab aapka mobile purana ho jata hai to oh time - time par solw hone lagta hai yani ki dhire - dhire hanging hone lagta hai. to is condisan me aapko kya karna hai aapne mobile me jitne bhi mobile ki Internal application hai unko aap disable kar ke rahna chahiye, 



is kya hoga aapke mobile ki Ram badh jaiyega jisse aapke kam hang hoga. Jo bhi application koyi kam ki nahi hai use aaps disable ke rakhe usse aapki battery or internet par koyi phark padega.

 To aap internal storage me jo bhi company dobara application install kiya huya hai use aap disable kar ke rakhna hai . To ye hui sabhi settings ki bat me yaha par ak bat wala hu o ye hai aapne mobile me ak se jaida browser kabhi use mat karna aapke mobile ko jo home page hai yaha par kam se kam application install kar ke rakhe other way aap jo hai andar se jaida se jaida application use kare iske sath sath aapne mobile ki cash bhi clear karte rahe time - time par

 or aapne Ram ko free rakhna hai iske bad aapke mobile  hanging problem ka samna nahi karna padega . To dost ye sabhi tips follow karna jo mene post me batayi hai iske bad me garentey leta hu . Kabhi bhi mobile hang nahi karega bye 


Related Articles :-