Megapixel Kya Hota Hai – Full Information

Author: in February 19, 2020
 Hello friends , Aaj Ham Is Post me Janane wale Hai ki Mobile me Megapixel kya Hai . Isse Pahle  Aapke phone ka camera kitne megapixel ka hai. 8 12 16 32 ya Phir 64 megapixel ka ye Question  isliye hai .  Kyunki smartphone company customers ko ek alag hi Res laga Diya hai . Or Vo Res Hai  higher megapixel camera Agar  aapke koyi Dost Ya Family aapke  phone ko  dekhte hain . to Aaj Kal sabse pahla Sawal kya hota hai . 

Megapixel kya hota hai


yahi ki Iska camera kitne Megapixel ka Hai or Isiliye companies  aapko Jyada megapixel dekar apni balance sheet Chamkati rahti hai. Agar  aapko bhi lagta hai ki Jyada megapixel camera hone se aapka camera Achcha perform karta hai. To Chaliye is Article me Aapko Batata Hu ki asa Kuch Bhi nahi Hai . 


Sabse pahle baat ki Yad rakhiye megapixel count is just a part of the camera a  not the head of the camera sirph  megapixels se Hi Nahi Banta  ismein Kuchh dusri chijen bhi hai jo megapixel Se Jyada  yahimat rakhti  Hai.


Jaise ki :- Image sensor aperture image processing or AI Ak Video acchi Tabhi Banti hai jab Usme  jandar content hota hai decent background hota hai acchi presentation hoti hai aur Mike bhi achha Hota Hai.


Sirph Achcha microphone use karne se ek video acchi Nahin Banti bas Yahi Kahani Hai megapixels ki sirf megapixel Se Hi acchi photo nahin aati lekin megapixel saresh me company aapka pagal banati chali ja Raha Hai .  aur aap Bane Chale Ja Rahe Hain.  ab Jante Hain Ki Aakhiri 


megapixel  kya hota hai – megapixel kya Hai 



Apne jab phone ke photo ko zoom Karenge to aapko squire shape Mein Kuchh box Bane Hue dekhenge.  Inko pixels ka jata hai ya Kisi bhi photo ka sabse Chhota hissa Hote Hain or Jab 10  lakh essay pixel Jama hote hain to unko megapixel Kaha jata hai. 

 1 Megapixel 10 lakh pixel hote hain 2 megapixel Mein 20 lakh megapixel Hote Hain aur 12 megapixel 12000000 pixels Hote Hain.


Ab  Jante Hain Ki yah pixel's karte kya hai Hai jab Aap camera se   Photo lete hai to Har ak    pixel use Photo ke liye light subject information Colour contrast details capture karta hai. Or jab sare pixel ak  Sath jud Jaate Hain To aapko complete picture milati hai.  Isiliye jitne  jayeda megapixel honge utni details aapko us Image milenge . Matlab jab Aap Photo ko  ko zoom Karenge to photo balar  Nahin hoga. Or aapko jayega information milenge kiyoki  bahut Sare pixels Milkar is photos ki  details ko capture kiya hai . 


 Jyada megapixel Hone ka matlab yah nahin hai ki acchi image quality bhi Hogi Kyunki ye sab depend karta pixels size or  image sensor ka to Ab Ye Jante pixel size kya hota Hai . 

Pixel Size kya Hota Hai 



Pixels ka  matlab pixel ka  size  agar kisi Camera ki  pixel size bada hai to vo her pixel Jyada information or detail capture Karega or aapko acchi photo Milegi matlab agar koyi camera 12 megapixel ka hai aur uska pixel size bada hai 16 megapixel ya 20 Megapixel ke camera se achi photo click kar sakta hai. 


For Example :-  170 Pro ka camera 48 megapixel ka hai or iska  pixel size 0.8 Micron Google pixel 3 camera 12.2 megapixel ka hai pixel or iska pixels size 1.4 Micron or isi tarike se  Samsung S10 or s10 Plus ka pixel size 1.4 Micron hai. 


Ab baat karte hain camera  ke sabse important part image sensor ki image sensor ak hardware hota hai jo Light ko  capture karta hai.  Or digital image Mein convert karta hai jisko aap apne smartphone per dekh paate Hain.  Jitna bada sensor  hoga utna Bada pixel size bhi hoga or utni behtreen aapko   photo quality milegi. Companies kya karti hai ki sensor size Ko Nahin Badalti balki pixels ko  chota kar deta hai . Or aapko   batati hai ki unke phone mein 48 megapixel camera hai 64 megapixel camera hai or aap is Game  samajh Nahin paate . 

for example 1 sensor Mein 12 lakh pixels hai aur Usi  sensor me companies  aapko 20 lakh pixel De Deti Hai. To iska Sidha matlab ye hai usne pixels size ko chota Kar Diya jab sensor bada nahi Hai to  image quality bhi lagbhag Sem Hi Rahane Wali Hai. 

Isiliye  Samsung S9 for pixel 3 8 ka 12 megapixel camera bhi dusre phone ki 64 megapixel camera se acche photo ko click karta hai . Ab aap  2 kilo ki basket Mein 5 Bade Aalu dalen dalen ya phir aap 2 chote aalu dale  Baat to dono  sem hi  hai ak bat or bhi jan lijiye ki  Jyada megapixel ke camera se jawab aao photo Lete Hain to oh  photo zoom karne per Jyada pixelate Nahin Hoti  .

Or  aapke phone se click Hui photo ka print utna hi bada  nikal Sakta who is ki usne jayeda  megapixels capture Ki Hai isse  details aapko mil sakti hai per Jaruri Nahin ke quality bhi mile  Jab aap photo Lete Hain To usko phone mein hi rakhte Hain Jyada Se Jyada laptop mein rakh sakte hain uska Benar to Shayad Nahin banate aise hi asse hi  social media per jawab photo upload Karte Hain social media websites aapki image ko compress kar deti hai. 


To isiliye is megapixel Ke Chakkar Mein aap Jyada mat padhiye ak  Achcha smartphone camera hone ke liye image sensor uska  size pixel size length utne hi jaroori hote hai . Is post me  maine aapko megapixels ke bare me full information share  kiya hu ki megapixel kya hai or bada megapixel se kya hota hai agar Aapko is post Pasand aaya to Aapne dosto ke sath shree jarur kare . 




Related Articles :-