how to rank blog on google first page in hindi - blog Ko Google Me Rank kaise Kare

Author: in October 11, 2019
Hello Friend Kya Aapka Blog Google Me Rank Nahi kar Pa Raha Hai or Aap Bahut Pareshan Hai . To Ab tensan Lene Ki Koyi Jarurat nahi me Aaj Appko  step Bye Step Batane Ja raha hu ki Blog ko Google Me Rank Kaise kare - how To rank blog on Google Fast Page In Hindi 

Friend Agar Aap Ak Blogger Hai To Aapke Man me Kabhi na Kabhi Yah Question Jaruri Aaya Hoga ki Akhir blog Post Ko Google Me Rank Hone Me Kitna Time Lagta Hai khas kar New Blogger ko post Ranking ko lekar Bahut Tensan Rahata Hai .
Blog post Google me Rank karne Ki Tips


Dosto Yah Question mujhse jayedatar new blogger Puchta Hai kiyo Ki New Blogger Blog Bana Kar Kuch Post Public Kar deta Hai Or Jab  Google me Uski post Show Nahi hote Hai . to Blogging Karna Chod Dete Hai Ya phir Tension  karne lag Jate Hai .


To Chaliye Ab Me aapna setp Par Aate hai .

Blog Ko Google Me Rank Kaise kare - how To rank Blog on Google Fast Page in Hindi 

Dosto Yah Question Bahut Important Hai or yah saval Har Blogger Google Me search Karte Rahta Hai . Dosto Agar Aap Iska Answer Janana chahte hai To Mera Hisaab se iski Koyi Answer nahi Hai . Kiyo ki yah sirph Google algorithm Par kam karta Hai or yah factor Har Din Change Hote Rahta hai .


Google algorithm ka pura Mila Kar 200 Se jayeda factor Available Hai . Dosto Aap sabhi Jante Hi Hai Blog Post ko  Google Ke Top Page Par Lane Ke liye hame Seo Friendly Post Likhna Padta hai . Uske bad hamara post Google ke Fast Page Me show Hoti Hai .

Seo Bhi 2 Parkar Ke Hote Hai Ak On-page seo or duara Off-page Seo agar abhi tak Iske bare me  anjan Hai To Sabse pahle Ise Read Kare .

Seo Kya Hai Or Blog post Me Seo Kaise kare

Dosto Post Ko Rank Karane Ke Liye Hame Seo Ko Samjhna bahut jarori Hai . Agar aap Bina Seo kiye post Likhte Hai To Ho sakta Hai Aapka Article Google Par na Mile or Mile To Sabse Last Page par . Asa Karne par Aapka Times hi Times Los Ho Raha hai .

Bahut se Blogger sirph off-page Seo Par dhyan dete Hai off-page Seo Me aapka Backlink , And social media Aata Hai Or New Blogger Sirph isi Par focus Karta hai . Lekin Asa Karna Galt hai .

Blog post Ko Google ke top Page Me Lane ke Liye Ham sabse Pahle On-page Seo Karna Hota Hai uske Bad off-page Seo halaki Off-page Seo Bad me Bhi kar sakte hai .

Google ke Top Page Par Blog Ko Lane Ke Liye Kya- kya Karna Chahiye ? 


  1. Low compitition keywords Ka Use Kare 
  2. Long-tail Ka Keyword Uske Use Karna 
  3. High quality content Public Karna 
  4. Copyright Content Nahi Hona Chahiye 
  5. Seo friendly post Likhe 
  6. Website ka loading speed Kam Karna 
Low Compitition keyword :- website me Post Likhne Se pahle Aapna Keyword research Karna bahut important hota hai , new Blogger Sabse Bada galti yahi par Karta Hai Blog/website to bana Leta Hai Or Jab Post Likhne Ki Bari Aati Hai To Dusre blog ka Post copy Karna Suru Kar dete Hai . or Ja New Blogger Asa Karta hai Or Uska Post Search Engine Me Nahi aata hai Uske Bad Facebook Group , blog Comment Internet Par Search Karte rahata hai Post Ko Google Rank Kaise kare . 


Dosto Post Ko Rank Karne Ke Liye high quality content, Seo Friendly Post, Keyword research Karna Padta Hai Uske Bad Hamara post Top Par aane ka Chans Rahata hai . 

Long-tail keyword :- Dosto Jab Aap Koyi keyword research Karte Hai to Usme Kuch word Miks Jarur Kare jaise me Post Ka Titels  hai "Blog Ko Google Me Rank Kaise kare" isme Aap Kuch Word Jod Kar Long-tail Keyword banana  hai jise me - Full Information , Puri Jankari , step bye step , etc Word Ko Istemal karna hai  isse Aapka Post Rank Hone Me chans Jayeda Rahta hai . 

High quality content :- Dost Sabse jayeda Important aapka Content Likhne Ka style Agar aapka content Me Dam Hai To Aap bahut jaldi Google me Rank Kar payenge . 

Dosto Aaj Ke time Me Content is  King Agar aapk post Me dam nahi hai To Aap Lakho Article Likh lo Koyi Kam me nahi aane wala hai . Kiyo Na Aap Seo friendly Post Likh lo Google Ke Last Page par show hoga . 

Agar Aap Internet Par popular Hona Chahte hai or Paisa kamana chahte Hai . Aapko Bahut mahenat Karna Padega . Jaise Me 



  1.  website ko Design Karna 
  2. Website Google Me submit karna 
  3. Backlink Banana 
  4. Seo Ko samjhna 

Etc. iske Bad Aap internet Se paisa kama sakte hai . Dosto Internet se paisa kamana itna asan nahi Jitna New Blogger Sochta hai . Or Old Blogger Ko internet  Paisa kamana Bayen hath ka khel hai . Aap samjh gaye honge me kya Bolna Chah raha hu . 


Copyright Content :- Dosto dusre Ka Post Copy Karke Aapne Blog Me Pest Karna Yah Bilkul Sahi Nahi hai . Yesa Karne par Aapka Blog Rank Kabhi nahi Ho payega . Or aap Blog Se earning Nahi kar sakte hai .

Aapko jo bhi Post Likhna Hai Sirph Aapne man se Kisi dusre Blog ka Post Aapke Post Me Mech Nahi hona Cahiye . Aap Chahe to Dusre Blog ka Post Read Karke Aapne Hisab Se Post Likh sakte Hai .

Seo Friendly Post :- Blog Post Rank karane ke liye post Seo Karna Bahut Important hoti hai post likhe se pahle  seo Friendly Post Kaise likhe  Yah Jan lena bahut jarori hai .

To Chaliye Sikhte Hai Seo post Kaise likha jata hai .

  1. Titel Me Aap ( Heading ) Use Kare H1
  2. Uske Bad Sub- Heading Use Kare H2
  3. Is Tarh Aap H3 , H4 
  4. Fucs Keyword Ko Bold Kare . 

Is Tarh aap Seo friendly Post Likh Sakte hai . 

Dosto Seo Or Search engine optimization ke Alava asi Koyi Method Nahi Hai Jisse Ham Aapna Post Google Par Rank Kara Skate hai me Aapko Jo Bhi Step bataya Hai agar aap Follow Karte Hai To Ho sakta Hai aapka Post Google ke fast page Me aa sakta hai . 

Dosto Yahi tha Blog ko Google rank Karne Ka Tarika ummed Hai Ki yah post Aapko Pasand aaya Hoga . 




Related Articles :-